Pages

Sunday, July 24, 2016

Guitar Chords: Taare Zameen par by Shankar Mahadevan and Dominique Cerejo from Taare Zameen Par

This post is one kind of tribute to Great Poet Prasoon Joshi. Sir Your Lyrics in this song are just out of this world. Each and every line and word make smile and happy us every time we litsen to it. Thank you for such a wonderful lyrics. On ur feet Sir_/\_

F#m7: (2 4 2 2 2 2)

(E)Dekho in(A)he yeh (E)ons ki (F#m7)boonde
(E)Patto ki (A)ghood me (E)asman se (F#m7)khude
(E)Angadai le fir (A)karvat ba(F#m)dal kar
(E)Nazuk se (A)moti phir (E)has de fi(F#m7)sal kar

(E)Kho na jaaye (D)yeh......(A).....
(A)taare za(E)meen par

(E)Yeh to hai (A)sardi me (E)dhoop ki (F#m7)kirne
(E)Utare jo (A)angan ko (E)sunehra sa (F#m7)karne
(E)Man ke andhero ko (A)roshan sa (F#m)karne
(E)Thithurti ha(A)theli ki (E)rangat ba(F#m7)dalne

(E)Kho na jaaye (D)yeh......(A).....
(A)taare za(E)meen par

(E)Hmm Hmm (Abm)Hmm (B)Hmm
(F#m7)Hmm (B)Hmm Hmm (E)Hmm

(E)Jaise ankhon ki deebiya me neendiya
(E)Aur neendiya me mitha sa sapna
(A)Aur sapne me mil jaaye Farishta (E)sa koi

(E)Jaise rango bhari pichkari
(E)Jaise titliya phoolo ki kyari
(A)Jaise bina matlab ka pyar rishta (E)ho koi

Yeh to (C#m)aasha ki le(A)her hai
Yeh to (B)umeed ki she(A)her hai
Khushi(B)yo ki mehere (E)hai

(E)Kho na jaaye (D)yeh......(A).....
(A)taare za(E)meen par

(E)Hmm Hmm (Abm)Hmm (B)Hmm
(F#m7)Hmm (B)Hmm Hmm (E)Hmm

(F#m)aa aa aa (A)aa a aa a a a
aa aa (C#m)aaa a a a a aaa aa (B)a a a

(E)Dekho rato ke seene pe yeh to
(E)zilmil kisi lau se uge hai
(A)Yeh to ambiya ki khushbu hai Bagho se (E)beh chale

(E)Jaise kanch me chudi ke tukde
(E)Jaise khile khile phulo ke mukhde
(A)Jaise bansi koi bajaye pedo (E)ke tale

Yeh to (C#m)jhoke hai pa(A)wan ke
Hai yeh (B)ghungharu jee(A)van ke
Yeh to (B)sur hai chaman (E)ke

(E)Kho na jaaye (D)yeh......(A).....
(A)taare za(E)meen par

(E)Hmm Hmm (Abm)Hmm (B)Hmm
(F#m7)Hmm (B)Hmm Hmm (B)Hmm

(E)Mohhalle ki (A)ronak (E)galliya hai (F#m7)jaise
(E)Khilne ki (A)zid par (E)kaliya hai (F#m7)jaise
(E)Muthi me mausam ki (A)jaise ha(F#m)wa hai
(E)Yeh hai bu(A)zurgo ki (E)dil ki dua(F#m7)ae

(E)Kho na jaaye (D)yeh......(A).....
(A)taare za(E)meen par

(E)kabhi baate jaise dadi naani
(E)Kabhi mange jaise mam mam pani
(A)Kabhi ban jaaye bhole sa(E)walo ki jhadi

(E)Sannate me hasi ke jaise
(E)Sune hotho pe khushi ke jaise
(A)Yeh noor hai barse Ghar pe (E)kismat ho padi

(E)Jaise zeel me lehraye chanda
(E)Jaise bheed me apne ka kandha
(A)Jaise manmauji nadeeya jhag u(E)daye kuchh kahe

(E)Jaise baithe baithe meethi si jhapki
(E)Jaise pyar me dheemi si thapki
(A)Jaise kanon me sargam hardam (E)bajti rahe

3 comments:

Please Show Your support or suggestions by your written words.